Acha Lagta HaiJhatak kar zulf
Jab tum tauliye se
Baarishein aazad karti ho
Acha lagta hai
Hilakar honth jab bhi
Haule Haule
Guftagu ko saaz karti ho
Acha lagta hai
Ho..khusboo se behlao na
Seedhe point pe.. aao na
Aaankh mein aankhein
Daal ke kehdo
Khwaabon mein tehlao na
Zara short mein batlao na
Seedhe point pe.. aao na
Seedhe point pe.. aao na
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
Alag ehsaas hota hai
Tumhare paas hone ka
Sanakti sarsarahat ki nadi
Mein reshami lamhein
Bhigone ka..
Ho ho ho
Zara sa modkar gardan
Jab apni hi adaa pe
Naaz karti ho
Acha lagta hai
Ho..Lafzon se behlao na
Jhuthi muthi behkao na
Haathon ko Haathon mein leke
Woh teen shauk tapkao na
Zara short mein.. batlao na
Seedhe point pe aao na
Haan..seedhe point pe aao na
Woh tere dhyaan ki khushboo
Main sar tak odh leta hoon
Bhatakti saans ko teri gali
Mein gungane chod deta hoon
Ho ho ho
Tum apni khidkiyon ko
Kholkar jab bhi naye
Aagaz karti ho
Achi lagta ho
Ho..Gali gali gali
Gali gali gali bhatkao na
Ghadi ghadi uljhao na
Senti ho main jaan gayi hoon
Action bhi dikhlao na
Zara short mein.. batlao na
Seedhe point pe.. aao na
Ho..seedhe point pe aao na
Aa..
Ho seedhe..ho seedhe ..
Ho..seedhe point pe aao na
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
La la la la
Feb 06 2013
by Prasoon Joshi Satyamev Jayate Theme Song lyricsTera rung aisa chadh gaya
Koi aur rang naa chadh sake
Tera naam seene pe likha
Har koi aake padh sakey
Hai junoon hai junoon hai
Tere ishq ka ye junoon hai
Rag rag mein ishq tera daudta
Yeh bawraa sa khoon hai
Tune hi sikhaya sachchaiyon ka matlab
Tere paas aake jaana maine zindagi ka maqsad
Satyamev... satyamev... satyamev jayate
Sachcha hai pyaar tera, satyamev jayate
Tere noor ke dastoor mein
Na ho salwatein na shikan rahe
Meri koshishein toh hai bas yahin
Rahein khushbooein gulshan rahe
Teri zulf suljhane chala
Tere aur paas aane chala
Jahan koi sur na ho be-sura
Woh geet main gaane chala
Tera rang aisa chadh gaya
Tha nasha jo aur bhi badh gaya
Teri barishon ka karam hai ye
Main nikhar Gaya main sanwar gaya
Jaisa bhi hoon apna mujhe
Mujhe ye nahin hai bolna
Qaabil tere main ban sakoo
Mujhe dwaar aisa kholna
Saanson ki iss raftaar ko
Dhadkan ke iss tyohaar ko
Har jeet ko har haar ko
Khud apne iss sansaar ko
Badloonga main tere liye
Mujhe khud ko bhi hai tatolna
Kahin hai kami to hai bolna
Khahin daag hain toh chupayein kyon
Hum sach se nazrein hatayein kyon
Khud ko badalna hai agar
Badloonga main tere liye
Sholon pe chalna hai agar
Chal doonga main tere liye
Mere khoon kee har boond main
Sankalp ho tere pyaar ka
Kato mujhey to too bahe
Ho surkh rang har dhar ka
Jan 29 2013
by Prasoon Joshi tu bol ya na boltu bol ya na bol tere na bolne ka koi gham nahin,tera ek deedar tere bolne se kam nahin
Jul 28 2003
by sachin joshi Khariyat Puchne Ke Dastoor Ban GayaKhariyat Puchne Ke Dastoor Ban Gaya Hai
Dekh Aj Insaan Kitna Magroor Ban Gaya Hai
Log Milte Tu Hain Badi Garm Joshi Se
Dekhawa Insan Ki Fitrat Ban Gaya Hai
Who Khula Gasu Lakar Jo Bazam Mein Aya
Shayroon Ke Lab Par Share Jam Gaya Hai
Dekha Jo Us Hasin Pakara Jaan Ko Hum
Daud Te Lahoo Ragoon Mein Jam Gaya Hai
Duniya Ki Is Kahdar Bhed Who Bhadka Mein
Mujhe Se Mera Ghar Ke Pata Gum Gaya Hai
Agar Kisi Hasen Ka Zara Jo Dupata Sarak Gay
An Ki An Mein Sara Taraffic Jam Gaya Hai
Mar 18 2015
by eknazar Khariyat Puchne Ke Dastoor Ban Gaya HaiKhariyat Puchne Ke Dastoor Ban Gaya Hai
Dekh Aj Insaan Kitna Magroor Ban Gaya Hai
Log Milte Tu Hain Badi Garm Joshi Se
Dekhawa Insan Ki Fitrat Ban Gaya Hai
Who Khula Gasu Lakar Jo Bazam Mein Aya
Shayroon Ke Lab Par Share Jam Gaya Hai
Dekha Jo Us Hasin Pakara Jaan Ko Hum
Daud Te Lahoo Ragoon Mein Jam Gaya Hai
Duniya Ki Is Kahdar Bhed Who Bhadka Mein
Mujhe Se Mera Ghar Ke Pata Gum Gaya Hai
Agar Kisi Hasen Ka Zara Jo Dupata Sarak Gay
An Ki An Mein Sara Taraffic Jam Gaya Hai
Feb 25 2015
by eknazar